Assalamu alaikum Maine Jo aapse bag order kiya tha uski quality to acchi hai magar inka Jo hand Lena vah thoda sa tuta hua hai to kya yah exchange ho sakta hai ya iska koi HAL bata de maine aapko picture bheja hai aap usmein dekh sakte hain vahan Maine green line lagaya hua hai



